hello frnds
or hamare visiter ko badha deti h lekin ham kewal post karte rahte h
frnds jab ham kisi site ko open karte h to hamare samne bahut si post
samne aati h or sab per read more ka button hota h jo hame or post
padhane ko exited kar deti h ki aakhir is post me kya h or look bhi acha
aa jata h
chaliye bat karte h read more ki
q chahiye READ MORE post me
aap apni post ko kitni bhi achi q na likhe lekin o read more k bina
bejaan si lagti h or uska look doosro k post k aage feeka ho jata h or
post poora dikhaideti h isase to 1st problem ye h ki agr koi reader us
post ko n padhna chahta h to bhi use padhana padta h or o boor ho jata h
or use doosri post ko search karna pad sakta h,ke
ho jane se o bhi hamare post ko padhne ko bekarar ho jata h or jab read
more ka button visiter click karte h to unki pasand ki post unke samne
hoti
ISLYE HAM TO YAHI KAHENGE KI AGAR AAP BLOGGING KARTEA TO READ MORE KA BUTTON JAROOR USE KARE
READ MORE kai tariko se lagaya jata h leki ham jo tarika laye h o bahut
hi saral h or koi bhi use kar sakta h ham ye to jaan chuke h ki read
more kitna upyogi h hamare liyr
baat karte h ise lagate kaise h
ham ye jaan gaye ki read more ka use ham apni post ko poora n dikhakar thoda bhag dikhane k liye use karte h
sabse pahle apko apne blog k dashboard me jakar POST per click karna hoga jaisa imeage me h
uske baad apko select karna h ki aap kis post me read more k button lagana chahte h
jab apka post open ho jayega to apko kitne word post k dikhane h decide
karke jaise 50 word dikhana h to apko 50 word k baad INSRT JUMP BREAK
per click karna h uske baad apko costmize per click karna h
ab apko PREVIEW button per click karna h
lekin apko to READ MORE KA BUTTON chahiye to uske liye apko pahle apne dashboard per click kare fir aap TEMPLATE per click kare
jab aap costimize per click karenge to apke samne ye imeage jaisa screen per aayega
ab apko sabse pahle ADWANCE per fir uske baad ADD CCS per click karna hoga
ad ccs per click karte hi apke samne ek box open hoga
usme apko ye jo code niche diya h o dalna hoga
.jump-link a{
padding: 10px;
display: inline-block;
margin-bottom: 10px;
font-weight:bold;
background-color: red;
color: #fff;
}
is code ko pesti karke APPLY TO BLOG per click karna h apke blog k jitne
bhi post h or jin per INSERT JUMP BREK h waha read more ka red colour
kabutton milega
jo html k bare me jante h o iska colour bhi change kar sakte h
app hame bataye ki ye post apko kaise lagi
agar aap koi question puchana chahte h to comment box me jakar puch le
thankxxxxxxxxxx
...::: Best way to make Money online :::...
ReplyDeleteHello, Do you want to earn money online? Do you want to know How I make money online? How I generate 6 million visitor and 100k lead? If you agree to make $3500 to $25000 USD per Month, please visit my site.